Monday, November 09, 2009

beeti

main abhi kuch kah bhi nahi paya tha
ki subah ki shaam ho gayi
woh aankhen jo subah kurbaan huin thi
shaam anjaan ho gayin

main abhi kuch soch bhi nahi paya tha
ki taare nikal aaye
main wahin tanha rah gaya
baki saare aage nikal aaye

No comments: