Friday, July 07, 2006

Bichadna

Here I am exaggerating a mild sadness felt at
leaving my old job, and people.


Janta hoon aaj ka din kal yaad ban jayega
Bichadne ke is dard ka kal namo-nishan na rah jayega
Phir bhi aisa lagta hai
Banne-Badalne ke is dard ka koi aadi nahin
ant nahin
Caravaan e jindagi hai yeh dard
Aur ek din mera naam
Bhi iska ek thahar ban jayega

1 comment:

Ritesh Shah said...

accha hai